🐾 Save a Life – Feed a Soul

Your donation helps us provide food, shelter, and care to stray dogs in need.

  • Aapka Ek Donation – Ek Zindagi Bachane Ki Taakat

    "In masoom jaanwaron ki zindagi aapke pyaar aur madad par tiki hai. Aaj hi donate karke unke dard ko khushi mein badal dijiye

  • Zakhmi Hai Par Haar Nahi Maani – Aapki Madad Uski Taakat Ban Sakti Hai."

    "Yeh chhota sa dost dard seh raha hai, par uski aankhon mein umeed abhi zinda hai. Aapki ek chhoti si madad uske liye ek nayi zindagi ka darwaza khol sakti hai."

    Har Street Dog Ke Liye – Pyaar, Suraksha Aur Nayi Zindagi." 
  • Har Street Dog Ke Liye – Pyaar, Suraksha Aur Nayi Zindagi

    Hum har din sadkon par bhatak rahe beghar kutto ki madad ke liye kaam karte hain – unki rescue, treatment, vaccination, aur ek surakshit ghar ki talaash tak. Hamara har kadam unki khushiyon ke liye hai. Aap bhi is yatra ka hissa ban sakte hain.

    Har Street Dog Ke Liye – Pyaar, Suraksha Aur Nayi Zindagi." 
"Tommy ek sadak par injured mila tha, khana nahi tha aur infection ke wajah se chal bhi nahi pa raha tha. Aapke jaise donors ki madad se uska ilaaj hua, khana mila aur ab Tommy ek healthy aur khush dog hai."

about

DogSeva ek chhoti si par sacchi mohabbat se chal rahi initiative hai, jo sadak par bhookhe, bechare aur be-asra kutto ko khana, ilaaj aur pyaar dene ke liye shuru ki gayi hai.
Hum maante hain ki har ek jeev ko pyaar, izzat aur ek safe zindagi milni chahiye.

Shuru me humne apne paise se 4-5 kutto ko khana dena start kiya, par dheere dheere hume samajh aaya ki humari madad se kai jaan bachi sakti hai. Aaj DogSeva par hum har din dozens of stray dogs ko feed karte hain, unka ilaaj karwate hain aur shelter tak pahunchate hain – lekin yeh sab aap jaise logon ke bina mumkin nahi hai.

  • Hamari mission simple hai – β€œHar sadak ka kutta bhooka na soye.”Har chhota sa donation ek pet ke liye food packet, ek vaccine, ya ek shelter ban sakta hai.Aapka sirf β‚Ή50 bhi ek dog ke liye ek din ki zindagi badal sakta hai

  • β€œAayiye, humare saath jud kar ek be-asra jeev ki zindagi mein roshni laayein. Aapki chhoti si madad, ek nayi zindagi de sakti hai.”

DOGSEVA